Thursday 18 December 2014

Insaniyat Eman hai



Aj na koi hindu na muslman hai
Sab ka lahu laal aur har koi insan hai
Zaat aur rang ka na koi farak na koi pehchan hai
Yahan koi sindhi muhajir na pathan hai
Dushman hai wo jisko rehm na dar hai koi
Aj har kisi ka insaniyat hi eman hai



No comments:

Post a Comment